SONG LYRICS/ENGLISH TRANSLATIONS

Kabul Express

Song lyrics &  English translations - Bollywhat

Banjar | Kabul Fiza | Keh Raha Mera Dil

 

Banjar
Singers - KK,
Sunidhi Chauhan, Shubha Mudgal

ba.njar reth hai
The sand is barren.
zamiin ba.njar hai
The earth is barren.
ba.njar aasmaan
A barren sky;
yeh ghar ba.njar hai
This house is barren.
ba.njar dil
A barren heart;
yeh nain ba.njar
These eyes are barren.
ba.njar nain ke aa.nsuu ba.njar hai
The tears from the barren eyes are barren.
is ba.njar shahar ke dil me.n Dhuu.nDHuu.n mai.n giilii miTTi kaa ma.nzar
In the heart of this lost city, I shall come upon the sight of moistened soil…
ba.njar lamhaa hai
The moment is void.
waqt ba.njar hai
Time is void.
ba.njar waqt sii
Like the void time,
yeh raat ba.njar hai
This night is void.
ba.njar raat
A void night,
khwaab ba.njar
A void dream.
chaa.nd taaro.n kaa saath ba.njar hai
The relationship between the Moon and the stars is void.
is ba.njar shahar ke dil me.n Dhuu.nDHuu.n mai.n giilii miTTi kaa ma.nzar
In the heart of this deserted city, I shall come upon the sight of moistened soil…
ba.njar reth
The barren sand,
ba.njar zamiino.n kii is dauR me.n
In this time of the barren earth.
ba.njar man
A barren soul,
ba.njar dhaRkano.n ke is shor me.n
In this tumult of the barren heartbeats.
ba.njar ahasaas me.n
Due to this barren emotion,
ba.njar saa.nso.n me.n
Due to this barren breath,
ek safar zaruurii bantaa hai jo dilo.n ke dam se chaltaa hai
A journey urged by the force of our hearts becomes a necessity.

Kabul Fiza
Singer -
Julius Packiam

yeh safar yeh imthihaan
bezubaan meri dastaaan

jeene ka yeh hai fhalsafa
gum mein bhi khushiyon ki sada
hai yahan
jane khuda na jaane kuda
yeh jo hua kya jane khuda
khoi si hai yahan sab ki dua

kabul fiza yeh hai kabul fiza

lamhoo mein jeene ka nishaan
khwaabo mein dundhe ashiyaan
har ek nazaar har ek dil tanhaan
soii hui aakhoon ka sapna
haai yahaan
jane khuda na jaane kuda
yeh jo hua kya jane khuda

kabul fiza yeh hai kabul fiza

ummm haa khuda ke bande hum
khuda ke sajde mein gum
khuda ki rehmat ki gun
gatee hai hum aur tum
ohh khuda ki mehfil mein aa
khuda ko apna bana
dekh kaise khuda banaye tujhko
aakhir se insaan
khoya kahan
teri zameeen tera jahaan

hai yahan

kabul fiza yeh hai kabul fiza
dekho zara yeh hai kabul fiza
teri zameeen tera hai jahan
kabul fiza yeh hai kabul fizaaaaa

jane khuda na jaane kuda
yeh jo hua kya jane khuda
khoi si hai yahan sab ki dua

kabul fiza yeh hai kabul fiza

Keh Raha Mera Dil
Singer - Raghav

khoi khoi zindagaani khoi saaanson ke rawaani
tanhai ke darmiyan jane kahan khoya insaaan
yeh mein manzil ka khoya mukaaam
hai meri raah ka khoya pyaam

(keh rahaa mera dil jo dard mmein chup gaye woh
jane kahan dundta mein phir raha yeh khoya jahan) - 2
hai kahan

rangisho ki kahani khoye kisso ki zubaani
koi adhuri dastaan jane kahan khoya insaan

yeh meri zindagi ka khoya nishaan
yeh meri bandagi ka khoya armaan

(keh rahaa mera dil jo dard mmein chup gaye woh
jane kahan dundta mein phir raha yeh khoya jahan) - 2
hai kahan

X Close window